तुतलाने, हकलाने के उपाय

यह लेख यहाँ शिफ्ट किया गया है

लेखक: Rajeev S

Learning always to know who I am.

12 विचार “तुतलाने, हकलाने के उपाय” पर

  1. Sir…Mari Umar 32 year h… muje baat krte waqt haklane Ki addat h yeh problum muje bachpan se h jab Mari umra 5 saal Ki thi …koi bi baat suru krne m muskil hoti h….aur ager kosis krke bol bi pata hoon to baar baar atak jata hoon aur saaf bi Ni bol pata Hoon aur jaldi jaldi bolta hoon .. ….m bhuat presan hoon sir……bhuat kosis krta hoon saaf bolne Ki par bol Ni pata hoon …sir muje koi ilaj bataye …jsse m thik ho jayo….phone par baat krte waqt thoda bol leta hoon ….par kabi kabi saaf Ni bol pata hoon… Kya kro Sir… Jaldi batye …sir .. Thode Dino baad Mari shadi hone wali h…par Maine ladki walo ko kuch Ni batya h apne bare h … Kyo kro sir ………..m

    पसंद करें

  2. Sir Mera name Md ARSHAD hai.aur mujhe ye haklane ki problem hai ye bachpan se hi hai bachpan me to bahut haklata tha sahi se kisi ka name bhi nahi le pata tha phir dhire dhire thoda thik hai.abhi Mera sertificate ke hisab se 18 sal ho raha hai.isc pass hu.kahte hai ki khelne mai ball ya bet hath se chhut kar mere head me lag gaya aur tabhi se ye problem suru ho gaya .maine bahut kosis ki hai sir doctor ke pass gaye city scan bhi kra ke dekha par chot ka kahin koi Nissan nahi tha.dabai bhi bahut ki par koi antar nahi hua.sir mujhe bahut problem hoti hai padne likhane me dosto se bate karne me phone karne me ghar me aur kisi bade bisist bayakti ke samne bolne me mujhe bahut sarmindagi mags is hota hai .khas kar kuchh aise words hai jise bolne me jyada pareshani hoti hai jaise vowel words aur kuchh words hai.jab mai jaldi jaldi bolne ki kosis ya bolta hu to word ka sahi uchcharan nahi hota hai aur samne wale ko samajh me nahi aata hai.ghar se bhi koi response nahi milta hai.khas kar mujhe kisi ko khuchh batana ya samjhana explain karna bahut muskil ho jata hai.thoda sa bolte samay nak se bhi aawaz aati hai .mai gar jagah apset rahta hu jyada kisi se bhi nahi bolta hu.waise thoda bahut kam chal jata hai lekin mujhe bahut galani khud se family se bhi bahut ghirna hoti hai.
    Please sir aap is ka koi achuk ilaj BT aye. Mujhe aapke uttar ka intejar rahe ga.
    Sir please jaldi ki jiyega.

    पसंद करें

टिप्पणी करे